Wikipedia

Search results

Tuesday, November 20, 2012

Jab tak hai jaan…..




Har pal har lamha jiska chehra mere dil mein hai.
Wo noor hai mera aasmaan.
Har hadd se upar har khwaab se zyaada ye ishq rahega bepanaah.
Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan..

Saason mein bas jaaye ye saans teri.
Har dhadkan leti rahe tera hi naam.
Samet loon tujhe baahon main apni.
Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan..

Khamoshi mein ulajhi hui.
Rooh mein fanaa ho meri har aarzoo.
Ho ishq itna k kam lage saaraa jahaan.
Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan..











Doori ho laakh kitani bhi..
Kabhi ho na paayenge tere khyaalon se judaa..
Jiyenge khud ko mitaa ke teri muskaan k liye..
 Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan..

Teri zulfon ke saaye mein tham jaaye saansein.
Tere jism ki khushboo bas jaaye meri baahon mein.
Har faasle mein dooa hai khwaab tera.
Har lamha.
Har khwahish.
Har alfaaz.
Har saans..ye ishq yuhi roshan rahe..
Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan..

Tuesday, May 29, 2012

AGONIFIED



Glittering sand in the blooming autumn.
I curse the God for my happiness.
Shallow prayers in boozy steeple chase.
I clang the Temple in my ego`s.
Twinkling thrust abandoned windows.
In the hope of new dawn.
Spiders web in my clustered memories.
Clashing with the melodies of wandering crows.
Turning wheels in the bunch of purple bingo's.




Tapping to the beats of crimson tide.
Bending curves to my clumsy back.
I carved the season to Mongolian bow.
Tripling the money and riding red dragon.
I was advanced for brutal peace.
Rain of blood all apart the barren jungle.
I dumped my soul to thorny marshmallows.
Questions unanswered and mysteries unrevealed.
It`s my curse I have to depart.
All the spears shattering my shield.
It`s my agony I am the last Crusoe.